Wo Purana Pyar Suzonn Lyrics | Tabsnation

0
534

Wo Purana Pyar Lyrics

Bas yun hi yaad aaya wo, Masoom sa izhar

Bas yun hi yaad aaya wo, Ul jha sa ikraar

Bewakoof ye dil tha tujhpe nisaar

Yaad hai mujhko, Wo purana pyar

Tha beparwah, Thoda nadaan

Kiye jo tujhse, Waadein hazar

Teri baaton pe, Dil tha kurbaan

Muskurahat bhi zara, Teri shirkat se

Tha milta karaar

Yaad hai mujhko, Wo purana

Pyaar reh gaya jo wahi pe tu bhi

Mit gaya hai zehen se

Beete kal ko aaj hai cheena

waqt ne, Dhundle padd rahein hai jo yaadein

Murjhane lage ab wo lamhe

Gumm hone lage hai wo

Kal ke hamakatein

Bas yun hi, Yaad aaya wo

Purana pyaar

Also, Checkout – Wo Purana Pyar Chords