Guitar Chords of the song lari chuti are – Am, C, F, G
Strumming pattern – DD UDUDU
Band- Call
Key – A minor
Intro
(Am) woh kehtay hai na (C) jo hota hai (F) achay k liye hota hai…
(Am) ghalat kehte hain
Verse
(Am) kismat ka (C) khel hai saara
(Am) phirta tha (C) main awaara
(Am) ye kia se (F) kiaa hoga(G)yaaa
(Am) char din (C) ki zindgani
(Am) har pal (C) aik nai kahani
(Am) kia tha main (F) kia (G) ban gaya
Chorus
(Am) kia hua (C) jo laari chooti
(Am) jevan (C) ki gari looti
(Am) khuab hai to (F) mujh ko na (G) jaga
(Am) zindagi (C) aik pal main saali
(Am) yun palat (C) gai hamari
(Am) jhoot hai to (F) mujh ko na (G) bata
Verse
mumbai suna tha yahan admi pori zindagi apni qismat
slow track se fast track lanay main nikaal deta hai..
per dhai ghantay main meri qismat aessay hi slow track se
fast track pera ajai gi ye mainay kabhi soocha nahi tha (pause)
sazaa maza ban jai gi ye bhi kabhi socha nahi tha
last local kia chooti hai ..saala.. qismat patri per agaya
(Am) (C) (F) (G)
(Am) karlo (C) jo bhi karna hai
(Am) hota ha(C)i jo hona hai
(Am) guzra toh (F) pal yeh (G) phir na aayega
(Am) kya bura hai (C) kya bhala hai
(Am) waqt hi sha(C)ayad khuda hai
(Am) ho jaane (F) do phir (G) dekha jaayega
Chorus
(Am) kia hua (C) jo laari chooti
(Am) jevan (C) ki gari looti
(Am) khuab hai to (F) mujh ko na (G) jaga
(Am) zindagi (C) aik pal main saali
(Am) yun palat (C) gai hamari
(Am) jhoot hai to (F) mujh ko na (G) bata
Outro
(Am) woh kehtay hai na jo (C) hota hai
(F) achay k liye hota hai…(Am) sahi kehte hain
Also, Checkout –